Thursday, September 25, 2008

Aaj dil dukha hai, tum yaad aaye
Gham jaan lubh hai, aapne kahaan dhoond paaye
Jaage hain, soye nahi
Aisi hai meri yeh bechaini
Din bhi wohi, raatein wohi
Saanson mein saansein hain nahi..


Shaamein ab dhalti nahi
Aanchal joh tera simaat jaaye
Aap yahaan hamesha raahein
Doori rahe na ho faasile..



Jaage hain soye nahi
Aisi hai meri yeh bechaini
Din bhi wohi, raatein wohi
Saanson mein saansein hai nahi..


Rab aagr tum mile toh
Vit na yeh ki hai
Haas deinge hum toh
Rona nahi hai..
mujhe mat roko
mujhe yaar ke ghar jaane do
mujhe mat roko
mujhe yaar ke ghar jaane do
main hoon parwana
mujhe shamma pe mit jaane do
mujhe mat roko
usko pana hi meri zindagi ka maksat hain - 2
agar woh milta hai mujhe marke toh mar jaane do - 2
mujhe mat roko
dil ki aankhon ne meri apana sanam dekh liya - 2
ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do - 2
mujhe mat roko
mujhe yaar ke ghar jaane do
mujhe mat roko
mujhe yaar ke ghar jaane do
main hoon parwana
mujhe shamma pe mit jaane do
mujhe mat roko

Wednesday, January 2, 2008

shajar zinda hai

merii terii nigaah me.n jo laakh i.ntazaar hai.n
jo mere tere tan badan me.n laakh dil fiGaar hai.n
jo merii terii u.ngaliyo.n kii behisii se sab qalam nazaar hai.n
jo mere tere shahar kii har ik galii me.n
mere tere naqsh-e-paaa ke be-nishaa.N mazaar hai.n
jo merii terii raat ke sitaare zaKhm zaKhm hai.n
jo merii terii subah ke gulaab chaak chaak hai.n
ye zaKhm saare be-davaa ye chaak saare be-rafuu
kisii pe raakh chaa.Nd kii kisii pe os kaa lahuu
ye hai.n bhii yaa nahii.n bataa
ye hai ki mahaz jaal hai
mere tumhaare a.nkabuut-e-vaham kaa bunaa huaa
jo hai to is kaa kyaa kare.n
nahii.n hai to bhii kyaa kare.n
bataa, bataa, bataa, bataa


SHAJAR